Juda juda se kyu hue | Korean mix Hindi song | k-Records
Mujhse to kehte to the
Na kabhi roothoge
Na kabhi hoge mujhse tum khafa
Aisa kya ho gaya
Tu kahaan kho gaya
Kya nahin thi meri dil mein wafa
Hain yeh kaisi ghadi jo badalti nahi
Ho gayi dooriyan kyun bewajaha
Yeh bta…
Juda, juda yeh huye kyun hum
Huzoom yaadon ka hua hain
Tu aake dena mujhe bhi hausla-x2
Har jagaha.
Inn aankhon mein mile tujhe jo apna
Aap to…
Tujhse jude the silsilein sare
Kya maine khoya, kya nahi paya
Iska koi mujh koi gham nahi
Khud ko yeh bta de zara
Par hum rahe hain ab hum nahin
Ho… teri yaadon ko bhula loon
Main kaise yeh saja doon
Juda, juda yeh huye kyun hum
Hain yeh kaisi kami poori hoti nahi
Pyaar tujhse kiya tha bepanah
Yeh bta…
Huzoom yaadon ka hua hain
Har jagaha.
Roothe huye hain sab asarein
Inn aankhon mein mile tujhe jo apna
Aap to…
Tu aake dena mujhe bhi hausla
Khud se khafa hoon, tujhse juda hoon
Har jufat ju mein, kar to chukka hoon
Haush bhi ab huye hain lapta
Mitte nahi kyun yeh fasalein
Tujhe khoya hain paake kahan dhundu
Main jaake mujhko yeh bata de jara
Saans chalti nahi, aankhein thamti nahin
Juda, juda yeh huye kyun hum
Tu aake dena mujhe bhi hausla
Yeh bta…
Huzoom yaadon ka hua hain
Har jagaha.
Inn aankhon mein mile tujhe jo apna
Aap to…
No comments
thanks for commenting contact